ma nahi chahta

ma nahi chahta koi mujhy jany 
ma nahi chahta koi mujhy pahchany 
ma nahi chahta koi mujh sy bat karay 
ma nahi chahta koi mujhy sy faryad karay 
ma to chahta hon ky meri bas itni si okat ho jay
jab be ankh band karon to aap (S.A.W) sy mulakat ho jay

kash ky ham is qadar majboor na hoty

kash ky ham is qadar majboor na hoty 
na hoty gham to ham itny door na hoty

kisi ko zar milta ha kisi ko zameen

kisi ko zar milta ha kisi ko zameen milti ha 
kisi ka hawab milta ha kisi ko hawaab ki tabeer milti ha
kisi ko kar ky wafa zamanny my achi takdeer milti ha
kisi kobewafi ki mad ma hathon ma zanjeer milti ha
ya jo be milta ha na zamany ma dokha khoob hota ha 
sirf ibadat he ha asi is ka sila haqiqi manboob hota ha

ya door be nahi us door sy kam

ya door be nahi us door sy kam 
ky jis door ma tha muslim ko jagaya jata

na alim hon ma na fazil hon ma

na alim hon ma na fazil hon ma 
na faqeer hon ma na darwash hon ma 
ma kya janu kon hota ha alim
ma kya janu kon hota ha faqeer
ma to hon sirf us ka ashiq 
jis ky samny har she ha haqeer

faqat usy is baat ka gham ha ky mera gham kun kam ha

faqat usy is baat ka gham ha ky mera gham kun kam ha
magar usy kia maloom ay zindagi ky us ky pass meri malomat kam ha
agar wo jan jay ky muj ma kitna gham ha to itna roy ky sans kam ha
gham to aur be han zamany ma magar batany ko mera hosla kam ha 
ma kun atabar karon in gham gusaron per kya mera liya mera ALLAH kam ha 
kun sunata ha tu kisi koo apny gham ay hassan ky rab ky agy tera rona kam ha

aaj ma loom huwa




 aaj maloom huwa kitny gham gusar ho tum 
aik sajdy ma he karar a gya