shairon ki shayri ma ham

shairon ki shayri ma gham bewafon ki dairy ma ham 
dono he khoob wafa karty han akhir ma mahboob juda karty han

kasy shaks ho

kitny gham kitni aziyaten bardast karty ho 
kasy shaksh ho phir be us sy milny ki faryad karty ho

pygam-e-haq

phulon ky muqadar ma sada khusboo nahi hoti 
magar wo phool asy han jjin ki khusboo kabi nahi khoti
jjo dil laga lata han in phoolon sy us ki ankh phir kabi nahi roti
wo pegam-e-haq lai han haq ky wasty he apny sar katay han

kamyabi


salon ma tha jo kamaya aik pal ma ha gavaya 
kasy tha kamaya kuch samaj na aya 
jo kuch tha kamaya sab ka sab tha praya
tum sab be kar do us ka safaya jo ha praya
karo sirf wo jis ky liye tumhy ha us ny banaya 
tum be dakho hassan tum ny kaya ha kamaya

sardi ky mosam ma

sari ky mosam my jab sard hawain chalti han
ma chalta huwa tham jata hon jab ghalt nigahen chalti han